Search Hadith

Video of the Week

Azkar gallery -Click Image to View All Gallery Images

Sunday, December 12, 2021

Al Quran: Aur hisaab lene ke liye Allah kafi hai

 


 


 

 

*Bismillahirrahmanirraheem*

*وَكَفَىٰ بِاللَّهِ حَسِيبًا*
-------
*القرآن: اور حساب لینے کے لیے الله کافی ہے*
----------
*Al Quran: Aur hisaab lene ke liye Allah kafi hai*
---------
*अल क़ुरआन: और हिसाब लेने के लिए अल्लाह काफी है*
---------
*Al Quran: And sufficient is Allah as Reckoner*
---------
*Surah An- Nisa 4:6*

Thursday, December 09, 2021

Al Quran: Rishtedari ke talluqaat ko bigaadne se bacho

 


 

 

 

*Bismillahirrahmanirraheem*

*وَاتَّقُوا اللَّهَ الَّذِي تَسَاءَلُونَ بِهِ وَالْأَرْحَامَ*
---------
*القرآن: اس اللہ سے ڈرو جس کا واسطہ دے کر تم ایک دوسرے اپنا حق مانگتے ہو اور رشتہ داری کے تعلقات کو بگاڑنے سے بچو*
--------
*Al Quran: Us Allah se daro jiska waasta dekar tum ek dusre apna haq maangte ho aur Rishtedari ke talluqaat ko bigaadne se bacho*
--------
*अल क़ुरआन: उस अल्लाह से डरो जिस का वासता दे कर तुम एक दूसरे अपना हक़ मांगते हो और रिश्तेदारी के ताल्लुक़ात को बिगाडने से बचो*
----------
*Al Quran: Fear Allah, through whom you seek one another's rights, and refrain from spoiling the relationship*
----------
*Surah An- Nisa 4:1*

Wednesday, December 08, 2021

Al Quran: Beshak Allah tum par nigraani kar raha hai - Surely Allah is watching over you

 




 

*Bismillahirrahmanirraheem*

*إِنَّ اللَّهَ كَانَ عَلَيْكُمْ رَقِيبًا*
-----------
*القرآن: بےشک الله تم پر نگرانی کر رہا ہے*
----------
*Al Quran:  Beshak Allah tum par nigraani kar raha hai*
---------
*अल क़ुरआन: बेशक अल्लाह तुम पर निगरानी कर रहा है*

---------
*Al Quran: Surely Allah is watching over you*
 ----------
*Surah An Nisa 4:2*


Tuesday, December 07, 2021

Al Quran: Aurton ka bhi us Maal mein hissa hai jo Maa Baap aur Rishtedaron ne chorha ho


 



 
 *Bismillahirrahmanirraheem*

*وَلِلنِّسَاءِ نَصِيبٌ مِّمَّا تَرَكَ الْوَالِدَانِ وَالْأَقْرَبُونَ*
--------
*القرآن: عورتوں کا بھی اس مال میں حصہ ہے جو ماں باپ اور رشتہ دارو ں نے چھوڑا ہو*
--------
*Al Quran: Aurton ka bhi us Maal mein hissa hai jo Maa Baap aur Rishtedaron ne chorha ho*
--------
  *अल क़ुरआन: औरतो का भी उस माल मे हिस्सा है जो माँ बाप और रिश्तेदारो ने छोड़ा हो*
--------
*Al Quran: Women also have a share in the wealth left by their Parents and Relatives*
--------
*Surah An- Nisa 4:7*



Monday, December 06, 2021

Al Quran: Beshak wo maut jis se tum bhagte ho wo to zarur tumhein milne wali hai







 *Bismillahirrahmanirraheem*


*قُلْ إِنَّ الْمَوْتَ الَّذِي تَفِرُّونَ مِنْهُ فَإِنَّهُ مُلَاقِيكُمْ*

-----------

*القرآن  : کہ دو بے شک وہ موت جس سے تم بھاگتے ہو وہ  تو  ضرور تمہیں ملنے والی ہے*

---------

*Al Quran: Kah do beshak wo maut jis se tum bhagte ho wo to zarur tumhein milne wali hai*

-----------

*अल क़ुरआन: कह दो बेशक वो मौत जिस से तुम भागते हो वो तो ज़रूर तुम्हे मिलने वाली है*

---------

*Al Quran: Indeed, the death from which you flee, then surely you will meet it.*

--------

*Surah Al- Juma  62:8*

Wednesday, December 01, 2021

Al Quran: Anqareeb Allah tangi ke baad asaani kar dega

 







Bismillahirrahmanirraheem

 سَيَجْعَلُ اللَّهُ بَعْدَ عُسْرٍ يُسْرًا
---------- ‎
 القرآن: عنقریب الله تنگی کے بعد آسانی کر دے گا 
----------
Al Quran: Anqareeb Allah tangi ke baad asaani kar dega
-----------
अल क़ुरआन: अनक़रीब अल्लाह तंगी के बाद आसानी कर देगा
----------
Al Quran: Soon Allah will make things easy for you after hardship
 ----------
Surah At-Tallaq  65:7
----------






 

Al Quran: Usee ne tumko paida kiya hai aur tumhare liye kaan aur aankh aur dil







Bismillahirrahmanirraheem

هُوَ الَّذِي أَنشَأَكُمْ وَجَعَلَ لَكُمُ السَّمْعَ وَالْأَبْصَارَ وَالْأَفْئِدَةَ ۖ قَلِيلًا مَّا تَشْكُرُونَ 
---------
القرآن: اسی نے تم کو پیدا کیا ہے اور تمہارے لیے کان اور آنکھ اور دل بھی بنائے (مگر) تم بہت ہی کم شکر کرتے ہو 
----------
Al Quran:  Usee ne tumko paida kiya hai aur tumhare liye kaan aur aankh aur dil bhi banaye (magar) tum bahut hi kam shukr karte ho
---------
अल क़ुरआन: उसी ने तुम को पैदा किया है और तुम्हारे लिए कान और आँख और दिल भी बनाए  (मगर) तुम बहुत ही कम शुक्र करते हो
---------
Al Quran: He created you and made for you ears and eyes and hearts (but) you give little thanks
 ---------
Surah At-Tallaq  65:23



Al Quran: Aur Namaaz Qayam Karo Aur Zakaat Do Aur Ruko'o Karne Walo Ke Sath Ruko'o Karo







Bismillahirrahmanirraheem

وَأَقِيمُوا الصَّلَاةَ وَآتُوا الزَّكَاةَ وَارْكَعُوا مَعَ الرَّاكِعِينَ
--------
  القرآن: اور نماز قائم کرو اوزکوةٰ دو اور رکوع کرنے والوں کے ساتھ رکوع کرو
----------- 
Al Quran:  Aur Namaaz Qayam Karo Aur Zakaat Do Aur Ruko'o Karne Walo Ke Sath Ruko'o Karo
---------
अल क़ुरआन: और नमाज़ कायम करो और ज़कात दो और रुकूअ करने वालो के साथ रुकूअ करो।
---------
Al Quran: And establish prayer and give zakah and bow with those who bow [in worship]
---------
Surah Al-Baqara  2:43






 

Al Quran: Jo Allah se darta hai wo us se uski buraiyan dur kar deta hai aur usey bada ajar bhi deta hai






Bismillahirrahmanirraheem


وَمَن يَتَّقِ اللَّهَ يُكَفِّرْ عَنْهُ سَيِّئَاتِهِ وَيُعْظِمْ لَهُ أَجْرًا 

---------

القرآن:  جو الله سے ڈرتا ہے وہ اس سے اس کی برائیاں دور کر دیتا ہے اور اسے بڑا اجر بھی دیتا ہے

----------

Al Quran: Jo Allah se darta hai wo us se uski buraiyan dur kar deta hai aur usey bada ajar bhi deta hai

---------

अल क़ुरआन: जो अल्लाह से डरता है वो उस से उस की बुराइयाँ दूर कर देता है और उसे बड़ा अजर भी देता है

----------

Al Quran:  He who fears Allah removes from him his evil deeds and rewards him with a great reward

 ----------

Surah At-Talaq  65:5

 

Al Quran: Aur sach me jhoot na milao aur jaanbujh kar haq ko na chupao







Bismillahirrahmanirraheem

وَلَا تَلْبِسُوا الْحَقَّ بِالْبَاطِلِ وَتَكْتُمُوا الْحَقَّ وَأَنتُمْ تَعْلَمُونَ
-----------
  القرآن :  اور سچ میں جھوٹ نہ ملاؤ اور جان بوجھ کر حق کو نہ چھپاؤ
---------
Al Quran:  Aur sach me jhoot na milao aur jaanbujh kar haq ko na chupao
-------
अल क़ुरआन: और सच मे झूठ ना मिलाओ और जानबूझकर हक़ को ना छुपाओ
---------
Al Quran: And do not mix up the truth with lies and do not conceal the truth knowingly
--------- 
Surah Al- Baqara 2:42







Al Quran: Eh Imaan walo apne aapko aur apne gharwalo ko dozakh se bachao jiska eendhan aadmi aur patthar hain

 







Bismillahirrahmanirraheem

يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُوا قُوا أَنفُسَكُمْ وَأَهْلِيكُمْ نَارًا وَقُودُهَا النَّاسُ وَالْحِجَارَةُ
----------
القرآن:  اے ایمان والو اپنے آپ کو اور اپنے گھر والوں کو دوزخ سے بچاؤ جس کا ایندھن آدمی اور پتھر ہیں
----------
Al Quran: Eh Imaan walo apne aapko aur apne gharwalo ko dozakh se bachao jiska eendhan aadmi aur patthar hain
---------
अल क़ुरआन: ए ईमान वालो अपने आप को और अपने घरवालो को दोज़ख से बचाओ जिस का ईनधन आदमी और पत्थर है
-----------
Al Quran: O you who believe! Save yourselves and your families from the Fire whose fuel is men and stones
----------
Surah- Tahreem  66:6






Category