Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Jis nafs ko bhi is haal mein maut aaye ki wo Shahadat ki gawahi dil ke yakeen se ho to Allah Subhanahu uski maghfirat farma denge
-----------------
أَشْهَدُ أَنْ لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَأَشْهَدُ أَنَّ مُحَمَّدًا عَبْدُهُ وَرَسُولُهُ
✦ Ashhadu Alla ilaha il-Allahu, Wa Ash-hadu Anna Muhammadan Abduhu Wa Rasuluh
-----
✦ Main gawahii deta hu ki Allah ke siwa koi maabood nahi aur Muhammad Sal-Allahu Alaihi wasallam Allah ke bande aur Rasool hain
✦Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jis nafs ko bhi is haal mein maut aaye ki wo is baat ki gawahi deta ho ki Allah ke siwa koi mabud nahi aur main (Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam) Allah ka Rasool hu aur ye gawahi dil ke yakeen se ho to Allah subhanahu uski maghfirat farma denga
Sunan ibn Majah, Jild 1, 677-Hasan
----------------------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جس شخص کی موت اس گواہی پر ہو کہ اللہ تعالیٰ کے علاوہ کوئی معبود برحق نہیں، اور میں اللہ کا رسول ہوں، اور یہ گواہی سچے دل سے ہو تو اللہ تعالیٰ اس کی مغفرت فرما دے گا
سنن ابن ماجہ جلد ١ ٦٧٧ -حسن
-------------------
✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जिस नफ्स को भी इस हाल में मौत आए की वो इस बात की गवाही देता हो की अल्लाह के सिवा कोई माबूद नही और मैं (मुहम्मद सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) अल्लाह का रसूल हूँ और ये गवाही दिल के यकीन से हो तो अल्लाह सुबहानहु उसकी मगफिरत फरमा देगा
सुनन इब्न माजा जिल्द 1, 677-हसन
-------
✦:RasoolAllah ﷺ said: "Any soul that died bearing witness that there is no god but Allah and I am the Messenger of Allah, from the heart with certainity, Allah will forgive it.
أَشْهَدُ أَنْ لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَأَشْهَدُ أَنَّ مُحَمَّدًا عَبْدُهُ وَرَسُولُهُ
✦ I bear witness that there is no God except Allah, and I bear witness that Muhammad is the slave and Messenger of Allah
Sunan ibn Majah,Book 33,3796-Hasan
-------------
No comments:
Post a Comment