Search Hadith

Video of the Week

Azkar gallery -Click Image to View All Gallery Images

Wednesday, July 18, 2018

✦ Har haal mein Alhamdulillah





Bismillahirrahmanirrahim
----------------
✦ Har haal mein Alhamdulillah
------------------
✦1. Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam jab bedar hotey (yani Neend se jagte) to ye kahte
الْحَمْدُ للهِ الَّذِي أَحْيَانَا بَعْدَ مَا أَمَاتَنَا وَإِلَيْهِ النُّشُورُ
✦ Al-Hamdu lillahi Al-ladhi Ahyana bada ma amatana, wa ilaihin-nushur.
✦ ALLAH ke liye hi tamam taarifien hain jisne humein maut dekar phir se zinda kiya, aur usi ki taraf laut kar jana hai
Sahih Bukhari, Jild 7, 6312
------------------
✦2. Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya jo shakhs khana khane ke baad ye dua padhega to uske tamam pichle gunah maaf kar diye jayenge
الْحَمْدُ لِلَّهِ الَّذِي أَطْعَمَنِي هَذَا وَرَزَقَنِيهِ مِنْ غَيْرِ حَوْلٍ مِنِّي وَلاَ قُوَّةٍ‏‏
Alhamdulillahillazi Atamni haza wa razaqnihi min gairi haulin minni wa la Quwwatin
(tamam tarifein us Allah ke liye hai jisne mujhe ye khana khilaya aur meri kudrat aur taqat na hone ke bawjud ye ata farmaya) 
jamia Tirmizi,Jild 2,1383-Hasan
------------------
✦3. Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jis shaksh ne kadpa pahanne ke baad ye kaha ki 
الْحَمْدُ لِلَّهِ الَّذِي كَسَانِي هَذَا الثَّوْبَ وَرَزَقَنِيهِ مِنْ غَيْرِ حَوْلٍ مِنِّي وَلاَ قُوَّةٍ
Alhamdulillahil-lazi kasani haza as-saub, wa razaqanihi min gayri hawlin minni wa la quwwah 
( Tamam taarifein Allah ke liye hai jisney mujhe ye kapda pahnaya, meri kisi taqat aur Quwwat ke baghair ) 
uske agle aur pichle gunah maaf kar diye jate hain 
Sunan Abu Dawud, Jild 3, 623-Hasan
------------------
✦4. Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam jab koi pasandeeda cheez ya pasandeeda kaam dekhte to farmate 
اَلْحَمْدُ لِلهِ الَّذِي بِنِعْمَتِهِ تَتِمُّ الصَّالِحَاتُ
✦ Al-hamdu Lillahil-lazi Bi Nimatihi tatimmus-salihat
Tamam taarifein Allah subhanahu ke liye hain jiski naimat se achche kaam pure hote hain
Al-Silsila As Sahiha, 2887-Sahih 
------------------
✦5. Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam jab koi aisee cheez ya aisa kaam dekhte jo aap ko pasand na ho to farmate 
اَلْحَمْدُ لِلهِ عَلَى كُلِّ حَالٍ
✦ Al-Hamdu Lillah Ala Kulli Haal
Har haal mein Allah subhanahu ka shukr hai
Al-Silsila As Sahiha, 2887-Sahih
---------------

✦ Alhamdulillah for everything
----------------
✦ 1. When the RasoolAllah Sal-Allahu Alaihi Wasallam wake up , he would say,
الْحَمْدُ للهِ الَّذِي أَحْيَانَا بَعْدَ مَا أَمَاتَنَا وَإِلَيْهِ النُّشُورُ
Al-Hamdu lillahi Al-ladhi Ahyana bada ma amatana, wa ilaihin-nushur.
Praise is to ALLAH Who gives us life after He has caused us to die and to Him is the return.
Sahih Bukhari, Book 75, 326
----------------
✦ 2. RasoolAllah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: Whoever eats food and says this (supplication) his past sins shall be forgiven.
الْحَمْدُ لِلَّهِ الَّذِي أَطْعَمَنِي هَذَا وَرَزَقَنِيهِ مِنْ غَيْرِ حَوْلٍ مِنِّي وَلاَ قُوَّةٍ
Alhamdulillahillazi Atamni haza wa razaqnihi min gairi haulin minni wa la Quwwah
(All praise is due to Allah who fed me this and granted it as provision to me, without any effort from me nor power)
Jamia Tirmizi, Book 45, 3458-Hasan
----------------
✦ 3. RasoolAllah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said:  If anyone puts on a garment and says:
الْحَمْدُ لِلَّهِ الَّذِي كَسَانِي هَذَا الثَّوْبَ وَرَزَقَنِيهِ مِنْ غَيْرِ حَوْلٍ مِنِّي وَلاَ قُوَّةٍ
Alhamdulillahil-lazi kasani haza as-saub, wa razaqanihi min gairi hawlin minni wa la quwwah 
(Praise be to Allah Who has clothed me with this and provided me with it through no might and power on my part) he will be forgiven his former and later sins.
SunanAbuDawud, Book 32, #4012-Hasan
----------------
✦4. When RasoolAllah Sal-Allahu Alaihi Wasallam saw something he liked, he would say: 
اَلْحَمْدُ لِلهِ الَّذِي بِنِعْمَتِهِ تَتِمُّ الصَّالِحَاتُ
✦ Al-hamdu Lillahil-lazi Bi nimatihi tatimmus-salihat 
Praise is to Allah by Whose grace good deeds are completed. 
Al-Silsila As Sahiha, 2887-Sahih 
----------------
✦5. When RasoolAllah Sal-Allahu Alaihi Wasallam saw something he disliked,he would say: 
اَلْحَمْدُ لِلهِ عَلَى كُلِّ حَالٍ
✦ Al-Hamdu Lillah Ala Kulli Haal
Praise be to Allaah in all circumstances
Al-Silsila As Sahiha, 2887-Sahih

No comments:

Post a Comment

Category