Search Hadith

Video of the Week

Azkar gallery -Click Image to View All Gallery Images

Monday, July 02, 2018

Mix Azkar







 Bismillahirrahmanirrahim
------------
✦ Share karne se pahle ek baar ye Azkar khud bhi padh lijiye- Jazakallahu khairan
------------
✦ Ashhadu Alla ilaha il-Allahu, Wa Ash-hadu Anna Muhammadan Abduhu Wa Rasuluh 
------------
✦ Allahu Akbaru kabira wal-hamdu Lillahi kathira, wa subhan-Allahi bukratan Wa Asila
------------
✦ SubhanAllahi Wa Bihamdihi SubhanAllahil Azeem 
------------
✦ Astagfirullah Al-lazi la ilaha illa Huwal-Hayyul-Qayyum wa atubu ilaih 
-------------
✦ Hadith 1 : Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jis nafs ko bhi is haal mein maut aaye ki wo is baat ki gawahi deta ho ki Allah ke siwa koi mabud nahi aur main (Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam) Allah ka rasool hu aur ye gawahi dil ke yakeen se ho to Allah subhanahu uski maghfirat farma denga
أَشْهَدُ أَنْ لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَأَشْهَدُ أَنَّ مُحَمَّدًا عَبْدُهُ وَرَسُولُهُ
Ashhadu Alla ilaha il-Allahu, Wa Ash-hadu Anna Muhammadan Abduhu Wa Rasuluh 
✦ Main gawahii deta hu ki Allah ke siwa koi maabood nahi aur Muhammad Sal-Allahu Alaihi wasallam Allah ke bande aur Rasool hain
Sunan ibn Majah, Jild 1, 677-Hasan
-------------
✦ Hadith 2 : Ek shakhs ne kaha 
اللَّهُ أَكْبَرُ كَبِيرًا وَالْحَمْدُ لِلَّهِ كَثِيرًا وَسُبْحَانَ اللَّهِ بُكْرَةً وَأَصِيلاً
Allahu Akbar  kabira wal-hamdu Lillahi kathira, wa subhan-Allahi bukratan Wa Asila 
✦ Allah bahut bada hai aur uske liye bahut zyada tarefein hain ALlah ki zaat paak hai , main subah sham uski paki bayan karta hu. RasoolAllah ﷺ ne farmaya kis shakhs ne ye kalimat padhe hain us shakhs ne kaha ki maine padhe hain to RasoolAllah ﷺ  ne farmaya ki ia kalme ke liye 12 farishte daud padhe (yani is kalme ko sunne ke baad 12 farishte ne ye khwahish zahir ki ke is kalme ko wo baargah e ilahi mein pesh kare)
Sunan Nasaii, Jild 1, 888-Sahih
-------------
✦ Hadith 3 :  RasoolAllah ﷺ  ne farmaya Do Kalme jo Zuban par halke hain aur Meezan (taraju) mein bahut bhari hain aur Rahmaan ko bahut aziz hai
سُبْحَانَ اللّهِ وَ بِحَمْدِهِ  سُبْحَانَ اللّهِ الْعَظِيمِ
SubhanAllahi wa biHamdihi Subhan-Allahil-Azeem
✦ Allah ki zaat paak hai aur tamam tarife usee ke liye hai
Allah ki zaat paak hai aur wo sabse buland hai
Sahih Bukhari, Jild 6, 6406
-------------
✦ Hadith 4 : RasoolAllah ﷺ  ne farmaya jisne ye kaha to uske gunah maaf kar diye jayenge chahe wo Maidan e jung se bhag gaya ho
أَسْتَغْفِرُ اللَّهَ الَّذِي لاَ إِلَهَ إِلاَّ هُوَ الْحَىُّ الْقَيُّومُ وَأَتُوبُ إِلَيْهِ
Astagfirullah Al-lazi la ilaha illa Huwal-Hayyul-Qayyum wa atubu ilaih 
✦ Main ALLAH se apne gunaho ki maafi maangta hu jiske siwa koi ibadat ke layaq nahi , Jo zinda aur hamesha rahne wala hai aur main usee ki taraf tauba karta hu 
Sunan Abu Dawud,Jild 1,1504-Sahih
-----------
✦ Kindly Read Before share and get lot of sawab
------------
✦ Ashhadu Alla ilaha il-Allahu, Wa Ash-hadu Anna Muhammadan Abduhu Wa Rasuluh 
------------
✦ Allahu Akbaru kabira wal-hamdu Lillahi kathira, wa subhan-Allahi bukratan Wa Asila
------------
✦ SubhanAllahi Wa Bihamdihi SubhanAllahil Azeem 
------------
✦ Astagfirullah Al-lazi la ilaha illa Huwal-Hayyul-Qayyum wa atubu ilaih 
-------------
✦ Hadith 1 : RasoolAllah ﷺ  said: "Any soul that died bearing witness that there is no god but Allah and I am the Messenger of Allah, from the heart with certainity, Allah 
will forgive it.
أَشْهَدُ أَنْ لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَأَشْهَدُ أَنَّ مُحَمَّدًا عَبْدُهُ وَرَسُولُهُ
✦ I bear witness that there is no God except Allah, and I bear witness that Muhammad is the slave and Messenger of Allah
Sunan ibn Majah,Book 33,3796-Hasan
-------------
✦ Hadith 2 : A man stood behind the RasoolAllah ﷺ and said
اللَّهُ أَكْبَرُ كَبِيرًا وَالْحَمْدُ لِلَّهِ كَثِيرًا وَسُبْحَانَ اللَّهِ بُكْرَةً وَأَصِيلاً
✦ Allah is Most Great and much praise be to Allah and glorified be Allah at the beginning and end of the day).
RasoolAllah ﷺ said Who spoke these words?" A man said: "I did, O RasoolAllah ﷺ  He said: Twelve angels rushed (to take them up near Allah).
Sunan Nasaii, Book 11, 886-Sahih
-------------
✦ Hadith 3 :  RasoolAllah ﷺ  said There are two expressions which are very easy for the tongue to say, but they are very heavy in the balance and are very dear to The Beneficent (ALLAH), and they are
سُبْحَانَ اللّهِ وَ بِحَمْدِهِ ، سُبْحَانَ اللّهِ الْعَظِيمِ
✦ Glory be to Allah, and Praise, Glory be to Allah, the Supreme 
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 75, No. 415
-------------
✦ Hadith 4 : 
✦  RasoolAllah ﷺ  said If anyone says this he will be pardoned, even if he has fled in time of battle.
أَسْتَغْفِرُ اللَّهَ الَّذِي لاَ إِلَهَ إِلاَّ هُوَ الْحَىُّ الْقَيُّومُ وَأَتُوبُ إِلَيْهِ
Astagfirullah Al-lazi la ilaha illa Huwal-Hayyul-Qayyum wa atubu ilaih 
✦ I seek the forgiveness of Allah the Mighty, Whom there is none worthy of worship except Him, The Living, The Eternal, and I repent unto Him
Sunan Abu Dawud,Book 8,1512-Sahih

No comments:

Post a Comment

Category