Search Hadith

Video of the Week

Azkar gallery -Click Image to View All Gallery Images

Monday, July 02, 2018

Mix Azkar





Bismillahirrahmanirrahim
------------
✦ Share karne se pahle ek baar jarur pura padhkar sawab hasil kar liiyega
------------
✦ Alhamdulillahi Rabbil Alamin
------------
✦ Allahu Akbar kabira wal-hamdu Lillahi kathira, 
wa subhan-Allahi bukratan Wa Asila
------------
✦ Subhan Allahi wa bihamdihi , Subhan Allahil-Azim 
------------
✦ Astagfirullahal-lazi la ilaha illa Huwal-Hayyul-Qayyum wa atubu ilaih 
------------
✦ La ilaha illa Anta subhanaka inni kuntu minaz-zalimeen

✦ Hadith 1 : RasoolAllah ﷺ  ne farmaya jo koi dil se

الْحَمْدُ لِلَّهِ رَبِّ الْعَالَمِينَ 
Alhamdulillahi Rabbil Aalamin kahega (yani zuban ke saath dil se bhi iska yakeen ho ki Tamam tarife Allah ke liye hain aur wahi sare jahan ka palne wala hai) to uske liye 30 nekiya likhi jayegi aur 30 gunah mita diye jayenge

Masnad Ahmed, 7813-Sahih, 
Alhadulillah الْحَمْدُ لِلَّهِ kahne se meezan bhar jata hai
Sunan ibn Majah, Vol 1, 280-Sahih

✦ Hadith 2 : Abdullah bin Umar radi Allahu anhu se rivayat hai ki hum log RasoolAllah ﷺ  ke saath mashgul they ki us dauran ek shakhs ne kaha
اللَّهُ أَكْبَرُ كَبِيرًا وَالْحَمْدُ لِلَّهِ كَثِيرًا وَسُبْحَانَ اللَّهِ بُكْرَةً وَأَصِيلاً
"Allahu Akbar kabira wal-hamdu Lillahi kathira, wa subhan-Allahi bukratan Wa Asila
RasoolAllah ﷺ  ne farmaya kis shakhs ne ye kalimat padhe hain us shakhs ne kaha ki maine padhe hain to Aap Sal-Alalahu Alaihi Wasallam ne
farmaya ki ia kalme ke liye 12 farishte daud padhe (yani is kalme ko sunne ke baad 12 farishte ne ye khwahish zahir ki ke is kalme ko wo baargah e ilahi mein pesh kare)
Sunan Nasaii, Jild 1, 888-Sahih

✦ Hadith 3 : RasoolAllah ﷺ  ne farmaya Do Kalme jo Zuban par halke hain aur Meezan (taraju) mein bahut bhari hain aur Rahmaan ko bahut aziz hai
سُبْحَانَ اللّهِ وَ بِحَمْدِهِ ، سُبْحَانَ اللّهِ الْعَظِيمِ
SubhanAllahi wa biHamdihi, Subhan-Allahil-azeem
Sahih Bukhari, Jild 6, 6406

✦ Hadith 4 : RasoolAllah ﷺ ne farmaya jisne ye kaha to uske gunah maaf kar diye jayenge chahe wo Maidan e jung se bhag gaya ho
*أَسْتَغْفِرُ اللَّهَ الَّذِي لاَ إِلَهَ إِلاَّ هُوَ الْحَىُّ الْقَيُّومُ وَأَتُوبُ إِلَيْهِ 
Astagfirullah Al-lazi la ilaha illa Huwa Al-Hayyul-Qayyum wa atubu ilaih
Tarjuma : Main ALLAH se apne gunaho ki maafi maangta hu jiske siwa koi ibadat ke layaq nahi , Jo zinda aur hamesha rahne wala hai aur main usee ki taraf tauba karta hu )
Sunan Abu Dawud,Jild 1,1504-Sahih

✦ Hadith 5 : Saad Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki RasoolAllah ﷺ  ne farmaya kya main tumko aisee dua na sikhauu jisko koi ranj aur gam aur aazmayeesh mein mubtala aadmi padhe to uski takleef dur ho jaye , unhone kaha jarur sikhayee to RasoolAllah ﷺ  ne farmaya wo Dua Zun-Noon (machli wale yani Yunus Alaihi Salam ) ki hai
لَّا إِلَـٰهَ إِلَّا أَنتَ سُبْحَانَكَ إِنِّي كُنتُ مِنَ الظَّالِمِينَ
La ilaha illa Anta subhanaka inni kuntu min Az-zalimeen
(Ya ALLAH) tere siwa koi ibadat ke layaq nahi , tu paak hai (aur) beshak mein Qusurwar hu.
Al Silsila As sahiha 2784, Masnad Ahmed 1/170 -Sahih
--------------
 ✦ Kindly Read Before share and get lot of sawab
------------
✦ Alhamdulillahi Rabbil Alamin
------------
✦ Allahu Akbaru kabira wal-hamdu Lillahi kathira, 
wa subhan-Allahi bukratan Wa Asila
------------
✦ ✦ Subhan Allahi wa bihamdihi , Subhan Allahil-Azim 
------------
✦ Astagfirullahl-lazi la ilaha illa Huwal-Hayyul-Qayyum wa atubu ilaih 
------------
✦ La ilaha illa Anta subhanaka inni kuntu minaz-zalimeen
------------
✦ Hadith 1 : The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said whoever says 
الْحَمْدُ لِلَّهِ رَبِّ الْعَالَمِينَ - Alhamdulillahi Rabbil Alamin – All praise and thanks is for Allah 
alone, the Lord of all things, from his heart, 30 good deeds will be recorded for him and 30 sins will be erased from him.
Masnad Ahmed, 7813-Sahih

✦ Hadith 2 : A man stood behind the RasoolAllah ﷺ and said:
اللَّهُ أَكْبَرُ كَبِيرًا وَالْحَمْدُ لِلَّهِ كَثِيرًا وَسُبْحَانَ اللَّهِ بُكْرَةً وَأَصِيلاً
"Allahu Akbar kabira wal-hamdu Lillahi kathira, wa subhan-Allahi bukratan Wa Asila
RasoolAllah ﷺ said  "Who spoke these words?" A man said: "I did, Ya RasoolAllah ﷺ He said: "Twelve angels rushed (to take them up near Allah)."
Sunan Nasaii, Book 11, 886-Sahih

✦ Hadith 3 : RasoolAllah ﷺ  said, "There are two expressions which are very easy for the tongue to say, but they are very heavy in the balance and are very dear to The 
Beneficent (ALLAH), and they are, 
سُبْحَانَ اللّهِ وَ بِحَمْدِهِ ، سُبْحَانَ اللّهِ الْعَظِيمِ
Subhan ALLAHi wa bihamdihi , Subhan Allahi Al-Azim 
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 75, No. 415

✦ Hadith 4 : RasoolAllah ﷺ  said If anyone says:
أَسْتَغْفِرُ اللَّهَ الَّذِي لاَ إِلَهَ إِلاَّ هُوَ الْحَىُّ الْقَيُّومُ وَأَتُوبُ إِلَيْهِ
Astagfirullahl-lazi la ilaha illa Huwal-Hayyul-Qayyum wa atubu ilaih 
He will be pardoned, even if he has fled in time of battle.
Sunan Abu Dawud, Book 8, 1512-Sahih

✦ Hadith 5 : Narrated by Saad Radi Allahu Anhu that RasoolAllah ﷺ  shall I not teach you a supplication which anybody recite in any distress, difficulties or calamities it 
will be removed ? 
he said yes (teach me) RasoolAllah ﷺ  said it is the dua of Dhun-Nun (Yunus Alaihi salam) 
لَّا إِلَـٰهَ إِلَّا أَنتَ سُبْحَانَكَ إِنِّي كُنتُ مِنَ الظَّالِمِينَ
La ilaha illa Anta subhanaka inni kuntu minaz-zalimeen
Al Silsila As sahiha 2784, Masnad Ahmed 1/170 –Sahih

No comments:

Post a Comment

Category